Showing posts with label BeWafa. Show all posts
Showing posts with label BeWafa. Show all posts

Sunday, 23 March 2014

Mila Tha Wo Shakhas

Sad Love Poems in Urdu Mila Tha Wo Best Poetry Video

Most romantic urdu shayari
Mila Tha Humein Wo Shakhs Kuch is Tarah..
Zindagi ka Saans se Milaap ho Jese..
Paa kr usko U lga Zindagi Badal Gai ho Jese..
Hr traf Khushiyan hi khushiyan..
Mila Tha Humein Wo Shakhs Kuch is Tarah..
Mann Chahta tha usko Banhon mey jagar Lu..
Lub pe us K Apne Lub Sja du..
Ik Shakhs ne Duniya hi Badal Daali meri..
Mila Tha Humein Wo Shakhs Kuch is Tarah..
Mila Tha Wo Kuch Is tarah..

This Urdu Poetry Video RJ Zubair Ansari Voice


Tuesday, 18 March 2014

Mujhe Acha Nhi Lagta

The Greatest Sad Poetry About Love in Urdu Video "Mujhe Acha Nhi Lagta"

Poetry Magazine
Mohabbat Ki Baat Mat Kijiye Mujhe Acha Nahin Lagta,
K Ab Kisi Ki Mohabbat Pe Aitebaar Karna Mujhe Acha Nahin Lagta,
Apnon Se Barh K Chaha Tha Jise Maine,
Shayad Is Tarha Se Chahna Kisi Ko Acha Nahin Lagta,
Guzar Jaye Jo Din Woh Wapis Nahin Aate,
Lekin Un Dinon Ko Yaad Karna Mujhe Acha Nahin Lagta,
Mujhe Maloom Hai Woh Shaks Kitna Bewafa Tha,
Kisi Ko Bewafa Kehna Mujhe Acha Nahin Lagta,
Zakham To Bohot Diye Hain Usne Mujhe,
Zakham Hum Bhi Dete Magar Badla Lena Humain Acha Nahin Lagta,    

This Urdu Poetry Video RJ Zubair Ansari Voice


Tuesday, 4 March 2014

Tujhe Kya Khabar Mere Dard Ki

Tujhe Kya Khabar Hai Mere Dard Ki Urdu Poetry Video

Mera Dard
Tujhe Kya Khabar Mere Haal Ki 
Mere Dard Mere Malal Ki 
Kisi Yaad Se Mila Hua 
Us Dekhne Us Se Soochna 
Meri Zindagi Ka Hai Faisla 
Yeh Usi Ki Palkon K Saye 
Meri Rooh Mein Jo Utar Gaye 
Yeh Junoon Manzil Ishq Hai 
Jo Chalay Tu Jaan Se Guzer Gaye 
Mujhe Is Maqam Per Chorna 
Hai Yeh Bewafai Ki Inteha 
Yeh Qafas Hai Jesi Khuli Fiza 
Yehi Sukh Ka Sans Mein Loon Zara 
Jinhein Teri Deed Ki Pyaas Thi 
Woh Katorey Naino Se Bhar Gaye 
Yeh Junoon Marze Ishq Hai 
Jo Chalay Tu Jaan Se Guzer Gaye

This Urdu Poetry Video RJ Zubair Ansari Voice


Wednesday, 26 February 2014

Muhabbat Ka Haq

Haq Meri Muhabbat ka Urdu Shayri Video

Best Love Poetry
Haq Meri Mohabbat ka Ada Q Nhi Krty,
Tm Dard To Dety Ho Dawa Q Nhi Krty,
Q Behtay Ho Khamosh Si Raah Me Meray Agay,
Na Ro Mery Mrny Ki Dua Q Nhi Krty,
Tm Drd To Detay Ho Dawa Q Nhi Krty,
Phoolon Ki Tarah Jsm He Pathr Ki Tarah Dil,
Mery Haseen Sajan Wafa Q Nhi Krty,
Aankhon Ki Adalt Se Bari Kr To Dia He,
Afsos Meri Jan Reha Q Ni Krty,
Tm Drd To Dety Ho Dawa Q Ni Krty,
Haq Meri Mhbt Ka Ada Q Nhi Krty……..

This Urdu Poetry Video RJ Zubair Ansari Voice


Monday, 24 February 2014

Juda Ho Jao Ge

Juda Ho Jao Ge Best Poetry Video Zubair Ansari Voice

Judai Urdu Poetry
Kiya khabar thi tum achanak hi juda hojao gy..
Kabhi mujhpy martey they kisi or py fida hojao gy..
Ek tujhe hi to chaha tha apni zaat se barh kr..
Ye na socha k mere liay hi sza ban jao gy...
Mey nhi pochoo ga tum sy mujhy chor jane ka sabab.
Mere poochney pe shayad tum khafa ho jao gy..
Mey to sirf isi mey khush hu k tum khush ho..
Warna uthaaun hath dua k liay to tum ab b mere ho jao gy..    

Tuesday, 18 February 2014

Tum Bicher Gay

Tum Bicher Gay Watch Best Urdu Poetry Video

Download Urdu Poetry Video
Tum to Bichar gay mgr sapny wohi rhy..
Mosam bdal gy mgr manzar wohi rhy.. 
Hoti rahi mehfilein tanhaion k sath..
Lehren bdal gayein mgr sahil wohi rhy..
Kuch aisy taqdeer ne faisly kiye..
Bdal gaien mgr daman wohi rhe..
Hum chah k b umar bhar Tanha hi Rahe..
Umer beet gai mgr jazbey wohi rhy..
Kiya hua jo muhabbat ki pehchan bhool gai..
Tum to bdal gay mgr hum to wohi rhy..

Watch Urdu Ghazals Video RJ Zubair Ansari Voice


Sunday, 9 February 2014

Apna Banaya Kyu Tha

Apna Banaya Kiun Tha Urdu Poetry By Zubair Ansari

Janeman humein apna bnaya kyu tha.
Jub munh morna hi tha.
Dil Mera torna hi tha.
To phir apna bnaya hi q tha.
Jub pyar mujhko dy na sakte they.
Wafa tum kr na saktey they..
To seeney se lgaya q tha..
Mujhko apna bnaya q tha..
Nay nay sapney dikha kr..
Jeena humein sikha kr..
Khushi k Kuch Lamhey dy kr..
Wada-e-wafa torna hi tha..
Munh morhna hi tha..
Dil mera torna hi tha.. To phir apna bnaya hi q tha..
Dil mey mere basera kr k..
Muhabbat meri ruswa kr k..
Neend ko mujhse juda kr k..
Andheri Raat mey mujhko tanha kr k..
Chorh jana hi tha,
Dil mera tor jana hi tha..
To phir apna bnaya hi q tha.
Seeney se apne lgaya hi q tha..
Apna bnaya hi q tha..
Janeman apna humein bnaya hi q tha....
Poetry Writter: Zubair Ansari

Thursday, 6 February 2014

Kaha Tha Na

Kaha Tha Na Urdu Poetry Video

Sotay Huway Poery in Urdu
Kaha tha na k Youn Sotay Huway 
Mat Chhor Kay Jana 
Mujhay Be_Shak Jaga Dena 
Bata Dena! 
Meri Had Say Nikalna Hay 
Tumhein Kis Baat Ka Darr Tha 
Mein Tumhein Janay Nhi Deta 
Kahin Pay Qaid Kar Leta 
ARAY PAGAL !!! 
Zabardasti Nhi Hoti 
Jisay Rasta Badalna Ho 
Usay Rasta Badalnay Say 
Jisay Had Say Nikalna Ho 
Usay Had Say Nikalnay Say,
Na Koi Rok Paaya Hy,
Na Koi Rok Paaye Ga,
To Tumhein Kis Baat Ka Darr Tha 
Mujhay Be_Shak Jaga Detay 
Tumhein Koi Dua Deta 
Kam_Az_Kam Youn To Na Hota 
Meray Saathi Yeh Haqeeqat Hay 
Tumharay Baad Khonay Kay Liye Kuch B Nhi Baaki 
Magar Mein Khonay Say Darrta Hoon 
Mein Ab Sonay Say Darrta Hoon 
Kaha tha na 
K Youn Sotay Huway Chor K Mat Jana!

About